11 October 2010

1.

Koi fariyad nahi aapase,
gila ka khayal nahi aapase.
Dosti ki hakikat kya bayan kare.
Tanhai ki khooshbo mili he aapase.

-------------------------------------------

2.

Yeh tufani rah meri kismat hai,
duniya ki dhup-chao usaki harkat hai,
kar na paoge udas tum muje.
Zindgi ka har lamha meri chahat hai.